do do dīpak baal mahil maiñ sovte .
par naarī kā sang palak nahīñ khovte .
cho.ā chandan laa.i ki dahī chaam kī .
vajīdā mard garad hoi jaahi duhā.ī raam kī .
do do dipak baal mahil main sowte
par nari ka sang palak nahin khowte
choa chandan lai ki dahi cham ki
wajida mard garad hoi jahi duhai ram ki